Urdu Quotations - Roman Urdu Quotes

61. jis jisamko gaza haram ki mile woh sakhs kabi jannat main dakhal nahi ho ga.
62. sabar nafs-e-iman or yakeen pura iman hay.
63. musebat ki jarh insan ki guftagu hay.
64. mardon se sharm karna achi bat hay magar arton se sharm karna or bhi achi baat hay.
65. jo kam soab ke liye nahi kiya jata,ys ka joab bhi nahi milta.
66. har cheze ke soab ka andaza hay lakin sabar ka soab beandaza hay.
67. jo ammar pesh ana hay woh nazdeek hay lekin mot is se bhi nazdek hay.
68. mot se mohabat karo to zindagi ata ki jaye gi.
69. musalman ka haq marne wale par Khuda ki lanat hoti hay.
70. jo naik amal dunyia main karo ge is ka phal akhrat main mile ga.
71. yaad rako!sabar iman ka saton hay or ye is liye ke khoof-e-Khuda sab se afzal bhalai hay or khoof-e-Khuda sabar hi ke zariye mumkin hay.
72. jo Allah ke nabi Muhhamad par darod behjta hay kune ke yehi Allah ka huqam hay.
73. Rasool Allah ke bad koi sakhs bath ke amamat na kare.
74. Quran main amezish na karo.
75. main tum ko in kamo ka  hukam deta hun jin ka Quran ne hukanm diya hay or in kamon se rokta hun jin se Rasool Allah ne roka hay.
76. Quran ki talimat ko samjo kune ke woh ilam ka sar chasma hay or dillon ki bahar.
77. Khuda ka shukar ada karne ka tareka ye hay ke is ki ata karda dolat se zakat ada karo jis ka Khuda ne hukam diya hay.
78. Islam ki tablek ke sisaly main kisi par zyadati nahi karni chahy.
79. bahami mashware ke bager khalafat jayez nahi.
80. insaf ke zarye aman-o-aafiat ko farok do.

 

Quotation Home 1 2 3 4 5 6 7

Home